People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 7 *

Chhamiya No.1
Music: Bappi Lahiri
Lyricist: Shabbir Ahmed
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Zila-Ghaziabad/Chamiya-No.-1/Qh8vcDBgUlo
chhamiya come shake your body chhamiya lets get on melody
chhamiya ye kismat futi jabse meri sanse

mai chhamiya numbar one hu mai chhamiya etam bam hu
mai jab bhi kamar hilau mai chhamiya desi ram hu
aisa nasha hu jo chadh ke na utre
peene ko tarse diwane har din
jashan adhura jashan adhura
jashan adhura hai chhamiya ke bin
jashan adhura hai chhamiya ke bin
jashan adhura hai chhamiya ke bin
jashan adhura hai chhamiya ke bin
jashan adhura hai chhamiya ke bin

chandi ka gire dam mai aisa damakta hu sona
chhalva hu namak hu mai chale mujhpe na jadu tona
ja re ja diwane tu dikha na mujhe note
janu mai to janu teri niyat me hai khot
aisa nasha hai jo chadh ke na utre
peene ko tarse diwane har din
jashan adhura jashan adhura
jashan adhura hai chhamiya ke bin
jashan adhura hai chhamiya ke bin
jashan adhura hai chhamiya ke bin
mai chhamiya numbar one hu mai chhamiya etam bam hu
mai jab bhi kamar hilau mai chhamiya desi ram hu

raste se gujru to majnu bajate hai siti
mujhe jo na chakh paye uski to kismat hai phuti
nind udaye chain udaye resham ki choli
naina mere dage tere sine pe goli
aisa nasha hu jo chadh ke na utre
peene ko tarse diwane har din
jashan adhura jashan adhura
jashan adhura hai chhamiya ke bin
jashan adhura hai chhamiya ke bin
jashan adhura hai chhamiya ke bin
jashan adhura hai chhamiya ke bin

mai chhamiya numbar one hu mai chhamiya etam bam hu
mai jab bhi kamar hilau mai chhamiya desi ram hu
aisa nasha hu jo chadh ke na utre
peene ko tarse diwane har din
jashan adhura jashan adhura
jashan adhura hai chhamiya ke bin
jashan adhura hai chhamiya ke bin
jashan adhura hai chhamiya ke bin
jashan adhura hai chhamiya ke bin
jashan adhura hai chhamiya ke bin
chhamiya chhamiya chhamiya jabse meri sanse
chhamiya chhamiya jabse meri sanse
Baap Ka Maal
Music: Amjad Nadeem
Lyricist: Shabbir Ahmed
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Zila-Ghaziabad/Baap-Ka-Maal/OyEIekd0cmk
joban pe rang kacha kach chadha hai
joban pe rang kacha kach chadha hai
jisko bhi dekho sala pichhe pada hai
gaziabad ki rani hu mai gaziabad ki rani hu
mera yaar yaha ka kotwal
apne baap ka apne baap ka na samjho maal
apne baap ka na samjho maal
re apne baap ka na samjho maal
apne baap ka na samjho maal
are gaziabad ka raja hu kotwal ka rob naa daal
apne baap ka kyu apne baap ka na samjhu maal
mai apne baap ka na samjhu maal

haye solid hai tera figure figure control me naa jigar jigar

launda na ghar ghat ka raha aisa chadha hai fever fever
muft meri na puppy mile muft meri na puppy mile
baho me lene ka soche anadi
gaziabad ki rani hu mera yaar yaha ka kotwal

apne baap ka na samjhu maal

chahne wale tere honge lakho
hamsa naa koi yaha chahe aazma lo
chahne wale tere honge lakho
hamsa naa koi yaha chahe aazma lo
dilwala jigar wala apne se uncha yaha koi nahi sala
gaziabad ka raja hu are gaziabad ka raja hu
mujhko thoke salam kotwal
kyu apne baap ka kyu apne baap ka na samjhu maal
kyu apne baap ka na samjhu maal
apne baap ka na samjho maal apne baap ka na samjho maal

chal apne baap ka na samjho maal
apne baap ka na samjho maal
kyu apne re apne ja ja
Baap Ka Maal-1
Music: Amjad Nadeem
Lyricist: Shabbir Ahmed
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Zila-Ghaziabad/Baap-Ka-Maal-Rock-Again/AyNeawNce1A
joban pe rang kacha kach chadha hai
joban pe rang kacha kach chadha hai
jisko bhi dekho sala pichhe pada hai
gaziabad ki rani hu mai gaziabad ki rani hu
mera yaar yaha ka kotwal
apne baap ka apne baap ka na samjho maal
apne baap ka na samjho maal
re apne baap ka na samjho maal
apne baap ka na samjho maal
are gaziabad ka raja hu kotwal ka rob naa daal
apne baap ka kyu apne baap ka na samjhu maal
mai apne baap ka na samjhu maal

haye solid hai tera figure figure control me naa jigar jigar
haye solid hai tera figure figure control me naa jigar jigar
launda na ghar ghat ka raha aisa chadha hai fever fever
muft meri na puppy mile muft meri na puppy mile
baho me lene ka soche anadi
gaziabad ki rani hu mera yaar yaha ka kotwal
apne baap ka apne baap ka na samjho maal
apne baap ka na samjho maal
are gaziabad ka raja hu kotwal ka rob naa daal
apne baap ka kyu apne baap ka na samjhu maal
apne baap ka na samjhu maal

chahne wale tere honge lakho
hamsa naa koi yaha chahe aazma lo
chahne wale tere honge lakho
hamsa naa koi yaha chahe aazma lo
dilwala jigar wala apne se uncha yaha koi nahi sala
gaziabad ka raja hu are gaziabad ka raja hu
mujhko thoke salam kotwal
kyu apne baap ka kyu apne baap ka na samjhu maal
kyu apne baap ka na samjhu maal
apne baap ka na samjho maal apne baap ka na samjho maal

joban pe rang kacha kach chadha hai
jisko bhi dekho sala pichhe pada hai
gaziabad ki rani hu mai gaziabad ki rani hu
mera yaar yaha ka kotwal
apne baap ka apne baap ka na samjho maal
re apne baap ka na samjho maal
apne baap ka na samjho maal
Tu Hai Rab Meraa
Music: Amjad Nadeem
Lyricist: Shabbir Ahmed
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Zila-Ghaziabad/Tu-Hai-Rab-Mera/RSkeQDEBXAQ
do naino me aao na kajal bhare
dono aankho hi aankho me bate kare
do naino me aao na kajal bhare
dono aankho hi aankho me bate kare
waqt hasi tere saye me beete waqt hasi tere saye me beete
khil uthe dil ka jaha
tu hai rab mera rab janta hai tu hai rab mera rab janta hai
tu hai sab mera rab janta hai tu hai rab mera

sakhi ri mora lage savra man le gayo man le gayo
mere mandir bhi tu meri puja bhi tu
meri maszid bhi tu hai ibadat bhi tu
tu na darja khuda ka de insa mai hu
tera hamdard sathi meharba mai hu

mera darpan hai tu meri punji hai tu
mera tirth hai tu meri jannat hai tu
mai hifazat karunga teri har kadam
ye vachan tutega jite ji na sanam

tu hai sab mera rab janta hai

tu hai rab mera rab janta hai tu hai sab mera rab janta hai

Ye Hai Zilla Ghaziabad
Music: Amjad Nadeem
Lyricist: Shabbir Ahmed
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Zila-Ghaziabad/Ye-Hai-Zila-Ghaziabad/NA8DHBJ2fWs
dadang dadang ding dadang dagand ding
dadang dadang ding dadang dagand ding
dadang dadang ding dadang dagand ding
dadang dadang ding dadang dagand ding

tod ke gilli haye are chhod ke kancha
tod ke gilli chhod ke kancha tham liya ji tamancha

gurrau iljhau kabje me kisi ke naa aau
gau bajau be baat danda uthau
are sab se pahle ham hai aur sab hai hamre baad
yo hai zila ghaziabad yo hai zila ghaziabad

khun ke chhite khun ke chhite aise ude
jaise holi me ude gulal ho jaye nahar ka pani lala
sand jaise ronde khet khalihan
bekhauf hai mere jalve bekhauf hai mere jalve
chaku se khujau talve
ghar ghar garje bar bar barse tejab aasman se
gau bajau be baat danda uthau
are sab se pahle ham hai aur sab hai hamre baad
yo hai zila ghaziabad yo hai zila ghaziabad
yo hai zila ghaziabad yo hai zila ghaziabad

dauda ke maare dauda ke maare shikari jaise
bhag bhag tu jaan bachake bhag na lage vardi pe khun ke daag
kad lamba seena chauda kad lamba seena chauda
pade ghunsa jaise hathoda jhat muh suje kuch na bujhe
patlun hove gilli
gurrave iljhave kabje me kisi ke naa aave
gave bajave be baat danda uthave
are sab se pahle ham hai aur sab hai hamre baad
yo hai zila ghaziabad yo hai zila ghaziabad
yo hai zila ghaziabad yo hai zila ghaziabad
yo hai zila ghaziabad yo hai zila ghaziabad
yo hai zila ghaziabad yo hai zila ghaziabad
Ranjha Jogi Jogi
Music: Amjad Nadeem
Lyricist: Shabbir Ahmed
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Zila-Ghaziabad/Ranjha-Jogi/CgUEQTFHc2c
Video:
ranjha jogi jogi jaise ban gaya man mauji mauji jaise tan gaya

uljhan uljhan hai kaisi suljhe na uljhan aisi
ishk hai kaisi paheli paheli

ishk di galiya phulo di ladiya khusbu di lapte uthe

chal ud ke hawao ke pare hum mile pare ham mile
mai na bhul paau tujhe mai na bhul paau tujhe
kaise bhul jau tujhe mai na bhul paau tujhe
ranjha jogi jogi jaise ban gaya man mauji mauji jaise tan gaya

aa mujhe aazmale mujhe ishk hai ya nahi
aa mujhe aazmale mujhe ishk hai ya nahi
dil ko kaise sambhalu mera dil sambhalta nahi
kyu hath se nikla jaaye tere pichhe pichhe khiche chala aaye
ishk di galiya phulo di ladiya khusbu di lapte uthe
chal ud ke hawao ke pare hum mile pare ham mile
mai na bhul paau tujhe mai na bhul paau tujhe
kaise bhul jau tujhe mai na bhul paau tujhe
ranjha jogi jogi jaise ban gaya man mauji mauji jaise tan gaya

kyu mujhe aate jate mera chand khidki se jhake

dekha to chhup gaya wo badal me aachal ke jake
hatho se hath jo chhane baitha hai subah ko pane